स्क्रीन में तीन तरह की लेयर होती हैं
1 एपिडर्मिस लेयर epidermis layer
2 डर्मिस लेयर dermis layer
3. हाइपोडर्मिस ( सबक्यूटेनिस ) लेयर hypodermis (subcutaneous layer)
Epidermis layer : - yah ek protect layer Hoti hai ISI mein melanocytes hote Hain Jo hamare hair ko color Dene ka kaam karte hain epidermis ke kafi sales keratino sites bante Hain ise ham besal or transparent layer bhi kahate Hain new keratino sites sales dhire- dhire epidermis ki taraf badhati hai aur tvacha ki satah Tak pahunch jaane per dhire -dhire jhad jaati hai aur niche se aane wali new sales unki jagah le lete Hain epidermis ke sabse Bahari bhag ko Stratum corneum kahate Hain aur yehi parat sharir ki bacteria v dhul mitti se bachati hai aur andruni parton ko bhi choton se bachati hai stratum corneum hatheliyon aur panjon or talvo ki skin aur jagah ki tvacha se adhik Moti hota hai epidermis ki basale parat mein ek melano sites naam ki koshikayen hoti hain Jo pigments banane ka kam Karti Hain yahan hair ki rang Dene ka kam karti hai.
Epidermis layer mein aur bhi kafi layers hoti hain Jo is prakar hai .
1. Stratum corneum layer .
2 Stratum lucidium layer .
3. Stratum granulosum layer .
4. Stratum spinosum layer .
5. Stratum basale layer .
Arrector pilli masal : - Arrector pili masal Dard, dabav ,Sardi ,garmi ,dhup ,chuna aadi ko mahsus karane ka kam karti hai is layer se ek sanshleshan provide Hoti hai jisse hamare sharir Ko pata chalta hai ki koi hamen chhu raha hai ya hamen Thanda ya garam lag raha hai .
Sebaceous gland : - sebaceous gland ko hum oily gland bhi kehte hai yah follicle se Sibum(oil) Ko pahunchata hai Sibum (oil) ek Tel hai jo hair ko soft banane ka kam karta hai.
Dermis layer : - papillary or reticulaus layer Hoti h yah skin ki dusri parat Dermis hoti hai ismein cologne naam ka padarth hota hai jo twacha or hair ko lachila banane ka kaam karta hai dermis layer psina paeda karne wali granthiyan ( gland's) , hair follicle or blood cells, sweat glands,narve vessels hote h Darmis layer epidermis layer ko support dene ka kam karti hai.
Hypodermis layer : - yah layer sabse niche ki layer hoti hai sab cuteness layer bhi kahate Hain yah ek fat ki parat hai oily glands bhi ismein paye jaate Hain sweat glands bhi paye jaate Hain aur yah pasina Darmis granthiyon dwara banta hai aur chhoti naliyon se tvacha ki naliyon tak pahunchta hai aur oily gland hamari tvacha ko aur hair ko oil pradan karte Hain aur hair ko Naresh karte Hain.
0 Comments
If you have any doubt, please let me know.